Monday, February 16, 2015

UFF LYRICS - BANG BANG! feat. Hrithik Roshan, Katrina Kaif



Song Name: Uff
Composer: Vishal-Shekhar 
Singers: Harshdeep Kaur & Benny Dayal
Lyricist: Anvita Dutt
Song Producer: Abhijit Nalani
Director: Siddharth Anand
Production House: Fox Star


 

Uff Lyrics

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Tune aake bin kiraaye ye jagah li
Kuch keh bhi na saki, ye kaisi bebasi
Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo..)
Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo..) {x2}

Ho ho...
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Uff tune aake bin kiraye ye jagah li
Kuch keh bhi na saki, ye kaisi bebasi
Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan
Uff.. mere dil mein thodi.. Uff
Mere dil mein... uff uff
Mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Yeah hey... ttu ru ttu...

Kya kya karaogi khwabon mein humse
(khwabon mein humse)
Badloon main rang kitne khamkha
Uda uda ban ke gubbara
Mera dil buddhu bechara
Haule haule tune pukaara
Jahaan bhi wahaan ye jaaye

Chalo chalo yun aankhein meeche
Dheere dheere ye tere peeche
Zara zara ye kheenche kheenche
Dekho na dekho

Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo..)
Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo..) {x2}

Kehne ko toh.. (hey)
teri wajah se hai
Saara jahaan.. (hey)
Nayi jagah si hai (x2)

Sabko khabar aur sabko pata bhi hai
Yeh jo hua
Dekho abhi toh chhodo.. tum bhi ye bahana toh
Dil ke badle dil nazraana do (oo oo...)
Humko na khabar kab kaise aaya woh (oo oo..)
Dil se khus-phus kya farmaaya woh (oo oo..)

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Tune aake bin kiraye ye jagah li
Kuch keh bhi na saki, ye kaisi bebasi
Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Humko na khabar kab kaise aaya wo (oo oo..)
Dil se khus-phus kya farmaya wo (oo oo..) {x2}

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

You May Like This

Creature 3D: "Sawan Aaya Hai" Video Song Lyrics | Arijit Singh | Bipasha Basu

No comments:

Post a Comment